aa mere raanjhana, ruksat ka hai sama
aankhon mein dam hai, labon pe ruki hai jaan

aane lage maut ki sadaa, ab mera karavan chala

Aa bhi ja tere kadamon pe vaar dun, ye jaane naatvan
aa mere raanjhana, ruksat ka hai sama

sun meri aakhiri payam, rukane lagi meri zubaan

khatam hone ko hai ab jahaan se ulafat ki daastaan

Composição: